Posts

Kya ye raatein aisi hi rahengi Kya ye din bas yuhin beet jayenge Ehsaas pe haq kya mera nahin Mangne ka kya haq mera nahin Ishq to humne unse zyaada hi kiya hian  kya pyaar pe mera kuch haq  nahin Main ye nahin kehti ko woh meri qadar nahin karta Par me kuch usse zyaada ka haq mera nahin Log kehte hain ki pyaar dene ka naam hain Humne to apna sab de ke bhi dekh liya Khud ko bhula ke unhe sab kuch de diya Chota sa ek pyaar bhara jahan saja to liya Par pyaar bhari raaton ne mujhse muh mod liya. Kya zindagi bas jeene ka naam hain Ae khuda tu rehem kar ek chota sa dil pyaar bhara usse de de Ya phir maula karam kar is zindagi ko bol ki mujhse muh mod le. 
एहसास क्या क्या हैं उसको दिल से महसूस करना या उसकीआँखोन में प्यार को छलकता देखना एहसास कभी बयान कर भी सकते हैं पर कभी बयान करना भी मुश्किल होता हैं ज़िन्दगी उन छोटी ,बड़ी, प्यारी, अधुरी यादों ल से तो बनती हैं। वो तो ये बोल देते हैं कि हम बस अपने ख़ालिपन का शिकार हैं। क्या रब सारी ख्वाहिशें अधूरी रहने के लिए बनाता हैं क्या हक़ नहीं मेरा की मुझे भी वो प्यार से देखे बस रिश्ते निभाना ही ज़िन्दगी हैं हक़ तो एक जानवर का भी होता हैं प्यार पे वो भी डबडबाई आँखों से ईनतज़ार करता हैं जैसे कर एक इंसान अपने प्यार को किसी और से बांटना नहीं चाहता। क्या हुआ जो प्यार किया हमने क्या हुआ जो तुमने किसी और से प्यार किया बअदला तो कुछ नहीं गम तोह बस मेरे ही हिस्से आया। बदला तोह कुछ नहीं पर टूट गया मेरा ही गुमान की वो बस मेरा हैं। दिन बदल जाते हैं दुनिया चलती रहती हैं हम तुम से मैं पे दुनिया सिमट जाती है।
Pyaar ek ehsaas to hain , Bas kya pyaar bhi bhuli bisri yaaadon mein kho jaaata hain,  aaj usko phir se Chune ka mann karta hain. Meri inn lambi adhuuri raaaton mein,  kisi ne mujhe woh pyaar bhari chadar nahin di,  jiski aagosh mein sar rakh ke mein kho jaoon. Hain koi paas to zaroor par ek aadat sa aas paas ghumta hain. Woh nahin jo mujhe pyaar se dekh kar bas samet le. In khaali adhuri baaton raaton silvaton mein  zindagi jaise ungliyon se phisal gayi, bas har ek chaahat Ko maarti hun, Apne wajud ko kisi aur Ko de kar apni khushi Ko bhula diya, Kuch Chand lamhe apnon ko dekh kar muskura to leti hun,  par khush kaise rehte hain woh jazba raha nahin.  kisi ki bewkufiyon ki saza bhi mere Ko mili... Pata nahin log kehte hain ki ye zindagi hain, par kya mujhe Ishq se saari zindagi  ye khaalipan hi milega. Kabhi bas man karta hain raah mod lun kahin dur chali jaoon. E Malik tu meri sab yaadein Mita de, kyunki zimmadariyon se bhaagne ki himmat mere mein nahi. Bas benaa